Gadi Ke Plate Number Se Check Kare Vehicle Ka mlik kon hai usaka kya name hai, vah kaha ka rahane wala hai, car/bike ke malik ka ghar/home address nikale online.
Agar aap kisi vahan ke malik ka ghar ka pata check karna chahate hai vehicle ke registration number se to aap parivahan website se aasani se check kar sakate hai.
jab aap koi apana kimati saman kisi passanger vahan me bhool jate hai aur vah item apake liye bahut jaruri hai aur apako us vahan ka registration number pata hai to aap online us vehicle ke owner ka full name and home address nikal sakate hai, agar aap koi purana vahan purchase karte hai tab bhi kabhi isaki jarurat ho jati hai, aise me aap online vehicle information check kar sakate hai.
गाड़ी नंबर से मालिक का नाम और पता कैसे करे ?
Aap direct vehicle ke registration number se owner name and address check nahi kar sakate hai usase pahale apako vehicle ke registration number se full chassis number and vahan ka application number find karna hoga aur chassis number and vahan application no kaise milega isaka process niche mil jayega.
Vahan Application Number Get By Registration Number ?
Agar aap online vahan application number find karna chahate hai vehicle ke registration number se to aap aasani se check kar sakate hai.
Step 2:- "Registration No" par Tick kare apako bahut se box ko tick karne ke option milte hai lekin apako Registration No wale check box ko tick karna hai.
Step 3:- "Registration Number" this field box me apane vehicle ka plate number enter kare.
Step 4:- "Search" button par click kare.
Step 5:- "Payment Id" Yaha jo payment id me number show ho raha hai, vahi vehicle ka application number hai, Agar apako yah payment id(Application No) mil jata hai to aap vehicle details check kar sakate hai.
Find Full Chassis Number Using Vahan Registration Number ?
Agar aap apane vahan ke registration number se full chassis number check karne ka try kar rahe hai to aap rtovehicledetails.com this website ke through try kar sakate hai. Gadi Number se Engine Number Or Chassis Number Kaise pata kare isake liye aap
Click Here button par press kare apako complete information mil jayega, Online apane gadi ke plate number se Engine Number and Chassis Number Pata Karna hai to kaise pata kiya ja sakata hai, agar apako bhi online chassis number and engine number kaise nikala jata hai.
Gadi Ke Plate Number Se Malik Ka Name and Address Kaise Pata Kare ?
Agar apko car/bike ke number plate se vahan ke malik ka naam, Ghar ka Address online check karna chahate hai to aap niche diye step ko carefully follow kare -
Step 1:- Jab apake pass registration number, chassis number and vahan application number available ho tab aap
Click Here Button par click Kare.
Step 2:- "Registration Number" this field box me apane vahan ka number plate enter kare.
Step 3:- "Chassis Number (Last 5 Character)" isame apako vahan ka last me se 5 digit enter karna hai, aap chahe to full chassis number bhi enter kar sakate hai accept ho jayega.
Step 4:- "Application No" isame apako vahan ka application number (payment id) enter karna hai jo apane abhi search kiya hoga uppar bataya gaya step follow karke.
Step 5:- "Show Details" button par click kare all details fill karne ke afters.
Step 6:- "Owner Name" yaha apako owner ka full name dekhne ko mil jata hai, jisake name par yah vahan register hai usaka nam owner name me aayega.
Step 7:- "Father's/Husband's Name" isame apako owner ka jo father or husband name hai vah display ho jayega.
Step 8:- "Current Address" isame owner ka home Address dekhne ko mil jata hai, kuchh aise aap home aaddress find kar sakate hai.
Step 9:- "Mobile No" isame apko owner / malik ka mobile number bhi show karega lekin vah mobile number hide hoga jisame apako mobile number ka last ka kuchh number hi display hoga. agar complete mobile no check karna hai to aap other method se check kar sakate hai, isake liye aap website ke search bar me search kare mobile number
kuchh aise aap gadi ke number plate se vahan ke malik ka full naam, father name, current address check kar sakate hai. yah article only educaiton purchase ke liye hai agar aap this information ka miss used lete hai to apako legal problem ho sakati hai, yah apane risk par try kare.
0 comments:
Post a Comment
If you have any doubts. Please let me know